Anuv Jain - Jo Tum Mere Ho

Capo 4th fret

Am
Hairaan hoon
                                         Em
Ki kuch bhi na mangu kabhi main
       F               G
Jo tum mere ho

                Am
Aisa ho kyun? 
                                  Em
Ki lagta hai haasil sabhi hai 
       F               G
Jo tum mere ho

Int : Am..Em..F..G..

     Am           Em
Jo tum mere ho,
                     F
Toh main kuch nahin maangoon
        G
duniya se

        Am              Em
Aur tum ho hi nahin
                    F
Toh main jeena nahin chahoon
        G
Duniya mein

          Am                 Em
Aur nazron mein mere 
        F
Ik Jahan hai Jahan tu aur main 
       G
Ab saath hain 

           Am            Em
Aur wahan koi nahin 
                         F         G
Tu aur main hiii...Haye

[Chorus 1]
         Am                  Em
Aur aaogay, Aise aaogay 
          F
Teri meri kya yeh rahein 
            G
Yoon judi hain?
        Am                                     Em
Aur raahon mein hi, Jo tum aye kabhi
                    F
Hum toh pyaar se hi 
            G
Maar jayengay
         Am                  Em
Aur aaogay, Aise aaogay 
          F
Teri meri kya yeh rahein 
            G
Yoon judi hain?

     Am                                        Em
Aur raahon mein hi, Jo tum aye nahin
                    F
Hum toh phir bhi tumhein hi
B
Chahengay 

    Am           Em
Jo tum mere ho,
                     F
Toh main kuch nahin maangoon
        G
duniya se

Int : Am..Em..F..G..

[Bridge :]
                    Am
Pooche yeh tu
                                          Em
Ki tujhmein main kya dekhta hoon?
          F
Jab charo taraf aaj kitne hi sare
    G
nazare hain
               Am                                   Em
Janay na tu khud ko yoon Na janay kyun?
                                F
Nazron se meri yahan, 
                                    G
Dekho na khud ko zara 

[Chorus2]
                                      Am
Dekho na dekho na Zulfon se,
              Em
Kaise zulfon se
          F                                                    G
Teri chupti pyari pyari si Muskaan hai 
     Am                                       Em
Aur nazarein jhuki, Aur nazarein uthi 
                    F                                 G
Toh main kya hi karoon? Barbaad main 

          Am                         Em
Tere hothon ko ,Tere hothon ko
           F                                           G
Jinse rakhti mere pyare pyare Naam hai
       Am                           Em
Aur dil ka tere, Aur dil ka tere
                  F                                    G
Ab main kya hi kahoon? Kya baat hai!

[Outro :] 
         Am                  Em
Aur haan..Dekho yahan
           F                                     G
Kaise ayi do dilon ki yeh baraat hai
       Am                    Em
Par kya Khula aasmaan
                   F                                     G
Yaan phir lai yahan zoro se Barsaat hai?
               Am                     Em
Chahein ho..chaye bhi badaal toh
                  F
Chahein phir bhi tumhein Kya,
                  G
pata tum ko?
          Am                        Em
Maangoon na kuch aur jo 
                    F                      G
Tum mere hoo….oooo..ooo..
                       Am
Haaa..aaaa..aaaa..

Video YouTube